Duniya Se Tujhko Chura Ke Rakh Longa Dil Mein Chupa Ke Lyrics – Satyajeet Jena

  • April 7, 2018


Duniya Se Tujhko Chura Ke Rakh Longa Dil Mein Chupa Ke Lyrics – Satyajeet Jena – Duniya Se Tujhko Chura ke Rakh Longa Dil Mein Chupa Ke Is New Song Sung By Satyajeet Jena Who is Sa Re Ga Ma Pa Fame. Song Is Penend by C.S.Chauha And Composed By Satyajeet Himself. Song Is Released By Satyajeet On 6th April 2018. Enjoy The Lyrics And Video Song Of Duniya Se Tujhko Chura Ke Rakh Longa Dil Mein Chupa Ke By Satyajeet jena
Song : Duniya Se Tujhko Chura Ke
Singer : Satyajeet Jena
Music : Satyajeet Jena
Lyrics : Cs Chauhan
Label : Satyajeet jena Official

Read More Lyrics Of Hindi Hits

Thanks For Visting Us, Keep Visting For Songs lyrics of Hindi,Punjabi and Bhojpuri Songs and Movies

Duniya Se Tujhko Chura ke Full Song – Satyajeet Jena
[embedyt] https://www.youtube.com/watch?v=ZRKIuzDxs74&width=360&height=215[/embedyt]

Duniya Se Tujhko Chura Ke Rakh Longa Dil Mein Chupa Ke Lyrics – Satyajeet Jena

Duniya Se Tujhko Chhura Ke,
Rakh Loonga Dil Mein Chhipa Ke,
Duniya Se Tujhko Chhura Ke,
Rakh Loonga Dil Mein Chhipa Ke…

Saara Jahaan Dhundhe Bhi To,
Mill Naa Paaye,
Shamo Subah Kisi Ko Bhi Nazar Na Aaye,
Tere Bina Jee Na Sakoon Main Juda hooke…

Duniya Se Mujhko Chhura Ke,
Rakh Lena Dil Mein Chhipa Ke,
Duniya Se Mujhko Chhura Ke,
Rakh Lena Dil Mein Chhipa Ke…

Saara Jahaan Dhundhe Bhi To,
Mill Naa Paaye,
Shamo Subah Kisi Ko Bhi Nazar Na Aaye,
Tere Bina Jee Na Sakoon Main Juda hooke…

Duniya Se Tujhko Chhura Ke,
Rakh Loonga Dil Mein Chhipa Ke..

Duniya Se Mujhko Chhura Ke,
Rakh Lena Dil Mein Chhipa Ke…

Dil Mein Jo Batein Teri,
Samjho Zaara Kisi Se Kahna Nahi,
Tere Bina Jee Na Sakoon,
Kahti Hoon Kabhi Bhulna Nahi…

Dil Mein Jo Batein Teri,
Samjho Zaara Kisi Se Kahna Nahi,
Tere Bina Jee Na Sakoon,
Kahti Hoon Kabhi Bhulna Nahi…

Hoonge Na Hum Kabhi Khafa Waada Kare,
Rahenge Hum Sang Sadda Dua Karein,
Kasie Jiyun Main Bhala Tujhko Chhod Ke…

Duniya Se Mujhko Chhura Ke,
Rakh Lena Dil Mein Chhipa Ke…

Duniya Se Tujhko Chhura Ke,
Rakh Loonga Dil Mein Chhipa Ke..

Maanga Tujhe Chaaha Tujhe Saato Janam,
Mere Rabb Ki Kasam,
Tu Jo Kabhi Ruthhi Rahe,
Sah Na Paaun O Mere Sanam…

Waade Kabhi Jo Maine Kiya,
Na Toddungi Main,
Saare Janam Saath Tera,
Na Chhodunga Main….

Duniya Se Tujhko Chhura Ke,
Rakh Loonga Dil Mein Chhipa Ke..

Duniya Se Mujhko Chhura Ke,
Rakh Lena Dil Mein Chhipa Ke…

Saara Jahaan Dhundhe Bhi To,
Mill Naa Paaye,
Shamo Subah Kisi Ko Bhi Nazar Na Aaye,
Tere Bina Jee Na Sakoon Main Juda hooke…

Duniya Se Tujhko Chhura Ke,
Rakh Loonga Dil Mein Chhipa Ke..

Duniya Se Mujhko Chhura Ke,
Rakh Lena Dil Mein Chhipa Ke…

Errors,Suggestions Comment Below