Ek Siwa Tere Lyrics – Mushkil

  • July 20, 2019

EK Siwa Tere Lyrics - MuskilEK Siwa Tere Lyrics – Muskil Ek Siwa Tere Main Kya Sochun Mohammad Irfan Ft. Rajnish Duggal From His New Movie Muskil Song 2019.

More Songs From Mushkil Movie

Thanks For Visting Us, Keep Visting For Songs lyrics of Hindi,Punjabi and Bhojpuri Songs and Movies

Song Name : EK Siwa Tere
Singer Name : Mohammad Irfan
Model/Actor/ Actress Name : Rajnish Duggal, Pooja Bisht
Music Comp. : Vardan Singh
Lyricist : Anjaan Sagri
Music Label : zee Music Company

EK Siwa TereĀ Full Video Song -Mohammad Irfan
[embedyt]https://www.youtube.com/watch?v=UJkrDum6dsU[/embedyt]

Ek Siwa Tere Lyrics – Muskil

Ek siwa tere main ky sochun
Ab siwa tere mein ky dekhun
Tu mujhmein itna bikhra haii
Ruuh tak tu meri utra haii
Meri chahat ka yeh vaada haii
Tu mujhmein mujhse zyada haii

Hmm ek siwa tere main kya sochun
Ab siwa tere mein kya dekhun
Tu mujhmein itna bikhra haii
Ruuh tak tu meri utra haii
Meri chahat ka yeh vaada haii
Tu mujhmein mujhse zyada haii

Bekhudi ka tu sahara
Ban gaya hai in dino
Tu tasalli ka kinara
Ban gaya hai in dino

Ab tujhe paake main kya chahun
Bas tera hoke jiye jaaun
Tu meri subah ka taara haii
Khaali raaton ka ghuzara haii
Meri chahat ka yeh vada haii
Tu mujhmein mujhse zyada haii

Meri har ik saans teri
Saans se ab judd gai
Behte behte meri dhadkan
Teri tarfa mud gai
Main tera saya sada paaun
Khud mein kuchh hr pal naya paaun

Dil fida tujh par hamara haii
Teri khaatir sab gawara haii
Meri chahat ka ye vaada haii
Tu mujhmein mujhse zyada haii
Tu mujhmein mujhse zyada haii

Error suggestion comment in a box