Mantoiyat Lyrics – Raftaar Ft .Nawazuddin Siddiqui | Manto

  • September 12, 2018

Mantoiyat Lyrics -Raftaar Ft .Nawazuddin Siddiqui
Mantoiyat Lyrics – Raftaar Ft .Nawazuddin Siddiqui Mantoiyat Is New Rap For Movie Manto Starring Nawazudin Siddiui Sung By Raftaar. Song Is Composed And penned By Raftaar . Song Is Released By Zee Music Company On 13th Sept. 2018 . Enjoy The Lyrics And Video Song Of Mantoiyat By Raftaar.
Song : Mantoiyat
Music : Raftaar
Lyrics : Raftaar
Singer : Raftaar
Movie : Manto
Label : Zee Music Company

All Songs From Hindi Rap

Thanks For Visting Us, Keep Visting For Songs lyrics of Hindi,Punjabi and Bhojpuri Songs and Movies

Mantoiyat Full Video Song – Raftaar
[embedyt] https://www.youtube.com/watch?v=7gUAGZ30F9o&width=360&height=215[/embedyt]

Mantoiyat Lyrics -Raftaar Ft .Nawazuddin Siddiqui

Raftaar !!!

(Manto)
Sawal Yeh Hai Ki Jo Chiz Jaisi Hai,
Usse Waisi Hi Pesh Kyu Na Kiya Jaaye,
Main Toh Bus Aapni Kahaaniyon Ko Ek Aaina Samjata Hoon,
Jisme Samaaj Aapne Aapko Dekh Sake…

[Raftaar ]

Aaina Na Dekhna Chahe Samaaj Mera,
Puche Mera Kal Na Dekhte Yeh Aaj Mera,
Khodate Kharodate Yeh Meri Galatiyan,
Main Bhi Chal Diya,
Meri Soch Pe Hai Raj Mera…
Kaan Band Aankhe Band Inke Muh Pe Taale,
Inpe Jor Na Ki Satya Pe Prakash Daale,
Bole Sach Jo Uske Cheere Pe Tezaab Daale,
Ghume Fir Khule Me, Aur Jaale Jo Wo Nakaab Daale….

Off Off Off Hai. Dimag Sabka Off Hai,
Zamaana Kya Kahega Iska Hi Toh Sabko Khauff Hai,
Daabke Jeete Hai , Daabane Ke Yeh Aadhi Hai,
S**.. Nishedh Hai Toh Itni Kyu Aabaadi Hai…

Log Yeh Hai Aatma Se Khokale,
Khud Kare Toh Thik Baaki Kareā€¦ Doogale,
Gaali De Doon Hindi Me Toh Bole Aisa Kyu Kiya,
F*** Kyu Hai Cool Jaane Galat Kyu Hai C******…..

[Manto ]

Kya Iss Tarah Ke Alfaz Hame,
Sadako Pe Sunayi Nahi Padte..???
Manto Ek Insaan Hai,
Manto Ek Insaan Hai,
Manto Ek Insaan Hai,
Manto Ek Insaan Hai…

Mujh Par Ilzam Hai,
Mujh Par Ilzam Hai,
Mujh Par Ilzam Hai..

Manto Ek Insaan Hai …

[ Raftaar]

Jaat Mein Yeh Baatate Hai. Baat Ke Yeh Kaatate Hai,
Kaatne Waale Khat Pe Hai. Inki Mauj Raat Me Hai,
Laal Batti Wali Gaddi, Glass Inke Hath Me Hai,
Rajneeti Me Hai Chor, Police Inke Sath Me Hai,
Meri Baate Tumhe Sach Nahi Lagti,
Sachi Baate Tumko Yaara Pacch Nahi Sakti,
Mujhse Naa Samaj Hai Dugane Meri Age Ke,
Ek Pair Kabar Me Yeh Bhuke Hai Dahej Ke….

Betiyon Ko Maarte. Betiya Na Paalte,
Betiyon Pe Dusro Ki Yeh Nazare Gaandi Daalte,
Ladkiya Patake Unko Bandi Bolte Hai,
Aur Jo Raazi Na Hoon Unko S*** R***i Bolte Hai…

Baa Par Roz Maa Pe Tos, Hath Jo Uthayega,
Bezuban Bolne Se Phele Shikh Jaayega,
Ki Mard Tab Banega Jab Tu Aurate Daabayega,
Soch Yeh Rahi Toh Jaldi Desh Doob Jaayega…

[ Manto ]

Main Society Ki Choli Kya Utaarunga.
Joh Phele Se Hi Nangi Hai.
Usse Kapde Pehnana Mera Kaam Nahi Hai.

Main Kaali Takti Par Safed Chalk Istamaal Karta Hoon,
Taaki Kaali Takti Aur Nimaya Hojaaye,
Manto Ek Insaan Hai….

Mene Ghanto Padha Hai Tumko Manto,
Tumhare Jaisa Baanu Kare Mera Maan Toh,
Inn Panto Ko Sach Nahi Dikhta,
Saatar Saal Aazaadi Ke Aisa Charge Bhi Nahi Bikta….

[ Manto ]
Agar Aap Meri Kahaaniyon Ko,
Bardasht Nahi Kar Sakti,
Toh Iska Matlab Yeh Hai Ki,
Zamaana Hi Naqabil E Bardasht Hai….

Errors,Suggestions ..?? Comment In Box